One of d heart-touchy song, iam tempting to listen these days...

do anjaane ajnabi chale bandhane bandhan
haay re dil mein hai ye uljhan
milkar kyaa bole kyaa bole kyaa bole re milakar kyaa bole
nayi umamg nayi khushi mehak uthaa hai aangan
haay re ghar aaye man bhaavan
milkar kyaa bole kyaa bole kyaa bole re milkar kyaa bole

baichaini betaabi aaj mujhe ye kaisi
aaj hai jo peheli na thi dil ki haalat aisi
ankhon ko usika intajar hai
unhike liye ye roop shrigaar hai
dekhi hai taszir hi aaj milenge darshan
haay re badh ne lagi hai ulzan
milkar kyaa bole kyaa bole kyaa bole re milkar kyaa bole

roop ki raani aayi hai jaise gaganse utarake
mere liye kyaa mere liye aise sajake savarake
sabse chupaake idhar udhar se mujhako hi dekhe chor najarase
baat labon par hai ruki tejh dilon ki dhadakan
haay re kal ke sajani saajan
milkar kyaa bole kyaa bole kyaa bole re milkar kyaa bole

0 comments: