10. Kaalia
"Hum jaha pe khade ho jaate hein , line wahin se shuru hoti hai."
9. Trishul
"Sahi baat ko sahi waqt pe kiya jaye to uska maza hi kuch aur hai, aur main sahi waqt ka intezaar karta hoon."
8.Satte Pe Satta
"Chain kuli ki, main kuli ki chain! Chain kuli ki, main kuli ki chain! Chain kuli ki, main kuli ki chain!"
7.Chupke Chupke
"Jis tarah gobhi ka phool phool hokar bhi phool nahi hota, waise hi gainde ka phool bhi phool hokar phool nahi hota."
6.Zanjeer
"Yeh tumhare baap ka ghar nahin, police station hai! Is liye sidhi tarah khade raho!"
5. Agneepath
"Pura naam, Vijay Dinanath Chauhan. Baap ka naam, Dinanath Chauhan; Maa ka naam, Suhasini Chauhan, gaon Mandwa; umar chhattis saal..."
4.Namak Halal
"I can talk English, I can walk English, I can laugh English because English is a very phunny language."
3.Shahenshah
"Rishte me to hum tumhare baap lagte hain , naam hai Shahenshah."
2. Deewar
"Haan, main sign karoonga, lekin pehle us aadmi ka sign le ke aao, jisne mera baap ko chor kaha tha ; pehle us aadmi ka sign le ke aao jisne meri maa ko gali deke naukri se nikal diya tha; pehle us aadmi ka sign le ke aao jisne mere haath pe ye ('mera baap chor hai') leekh diya tha. Uske baad... Uske baad, mere bhai, tu jo kahega us par main sign karoonga."
1.Sholay
"Tumhara naam kya hai, Basanti?"
Labels:
forwards
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
0 comments:
Post a Comment